Wednesday, March 31, 2010

Toot Jaye Na..

Toot jaye na bharam hont hilaon kaise,Hal jaisa bhi ho logon ko sunaon kaise,Khushk aankhon se bhi ashkon ki mehak aati hai,Mai us k ghm ko zamane se chupaon kaise,Phool hota to mai us k dar pe saja bhi deta,Zakham le k uski dehleez pe jaon kaise,Wo rulati hai to jee bhar k rulaye mujhe,Lakin,WO meri aankhen hai,Mai usko rulaon kai...

Neend Ka Halka

Nind ka halka gulabi-sa Khumar ankhon main thaYun laga jaise vo shab ko der tak soya nahinHar taraf divar-o-dar aur un main ankhon ka hujumKah sake jo dil ki halat vo lab-e-goya nahinJurm adam ne kiya aur nasl-e-adam ko sazaKaTata hun zindagi bhar main ne jo boya nahinJanata hun ek aise shaKhs ko main bhiGham se patthar ho gaya lekin kabhi roya nahin...

Tum Rooth Jao Mujh Se.....

"Tum rooth jao mujh se aisa kabhi na karna..,Mai ek nazar ko tarson..Aisa kabhi na karna..Mai pooch pooch haron so so sawal kar k..Tum kuch jawab na do..Aisa kabhi na karna..Mujh se hi mil k hansna..Mujh se hi mil k rona..Mujh se bichar k jee lo..Aisa kabhi na karna..Tum chand bun k rehna..Mai dekhta rahon ga..Kisi roz tum na niklo aisa kabhi na karna..Tum chalay jao jab bhi..To dekhon tumhara rasta..Tum lot k na ayo..Aisa kabhi na karn...

Poochtay Hain Log..

meri ghazal ka unwaan poochtay hain loag,dil main kon rehta hay naam poochtayhain loag,chor kar chala gia muj ko akela sheher main,kitnay main hy bik gia daam poochtay hain loag,main sangdil tha ya woherjai,ek yahi baat sar-e-aam poochtay hain loag,kal kia ho ga mujy khud khabarna...

Milay Thay

Milay jo mudat bad to afsurda ho kar kehnay,Abhi bhi usi haal main jeetay ho.Sukhay hont jo dekhay to muskara k kaha,Yaadon k Zehar ko abhi bi shok se pitay ...

Har Badan Ko

har bezabaa.N ko sholaa_navaa kah liyaa karoyaaro sukuut hii ko sadaa kah liyaa karo[sukuut = silence]Khud ko fareb do ki na ho talKh zindagiihar sangdil ko jaane-e-vafaa kah liyaa karo[talKh = bitter; sangdil = stone-hearted]gar chaahate ho Khush rahe.n kuchh bandagaan-e-Khaasjitane sanam hai.n un ko Khudaa kah liyaa karoinsaan kaa agar qad-o-qaamat na ba.Dh saketum is ko nuqs-e-aab-o-havaa kah liyaa karo[qad-o-qaamat = zenith/height; nuqs = fault]apane...

Kisi Ki Yad Dil Mai Hai

Kisi ki yad dil mai hai, koi ehsas baqi hai, Badalte mosamo k darmyan ek raz baqi hai, Abi to mai safar mai hoon, milen gi manzilen mujh ko, Magar in raston k beech, kisi ka sath baqi hai, Kahin par sham dhalti hai kahin par rat hoti hai, Abi to chandni hai or chand ki rat baqi hai, Chale ayo kisi din tum, humara hal bhi dekho, Humara jism murda hai magar ek saans baqi hai, Umeed hai hme phr bhi, mile ga wo hme ek din, Khuda par hai bharosa, Abi...

Mohabbat

Mohabbat palkon pe kitne haseen khwaab sajati haiphoolon se mehkate khwaab...sitaron se jag-magate khwaab...shabnam se barsate khwaab...fir kabhi yun bhi hota,k palkon ki daaliyon se khwaabon k sare parinde udd jate hain....aur aankhen.....hairaan si reh jati h...

Sufaid Kapron Men

ZINDAGI K AKHRI SAFAR PAR JAB MAIN JAONGA..SUFAID KAPRON MAIN BUHAT DILKASH NAZAR AAONGA..SUB LOG RO RAHE HONGAY MAGAR MEIN TERE LIYE THORA SA MUSKRAONGA..SUFAID KAPRON MAIN BUHAT DILKASH NAZAR AAONGA..TERI RAHON SAY JAB GUZREY JANAZA MERA,2PHOOL MERE PAAS RAKH DENA,TUMHARI QASAM MAIN MEHAK SA JAONGA..SUFAID KAPRON MAIN BUHAT DILKASH NAZAR AAONGA..TUM AEK BAAR APNA CHEHRA ZAROR DIKHA DENA, MAIN HANSTE HUWEY QABAR MAIN UTAR JAONGA..SUFAID KAPRON...

Chor Day

kyun rakhti hai tu har gam ko imanat ki tarha sambal k yun khud ko besabab barbad karna chor day kuyn sunati hai tu dukh k shar our gam ki dastaan chor day aye madi ab use yaad karna chor ...

Guzar Chukay Zamany

Uss sy bichhry guzar chukay zamany henAbhi tak hen zinda jo zakham purany henLaga youn k ussy ab bhula chukay hen humDekha to seeny mein ussi k thikaany henSun lia hoga haal mera logon syLekin abhi bhi bohat qissy sunany henSuno apny dil ki kih woh kya kehta haiLogon ka kya..? un k liye to afsany henSun kar ALI ki dastaan woh by asar rahyLekin wo tak ro pary jo begaany ...

Tery Jnay K Bad

Tery jany k bad tera intazar nahi kia Juda ho kar tumsy khud ko beqarar nahi kia Tum ny kaha tha kih pyar sirf mujhy karnaTumhari khatir khud sy bhi pyar nahi kiaJo bhi kaha tum ny ussy pura kar dalaTeri kisi bhi bat sy inkaar nahi kiaMery chhahny par bhi tumny kuch na diaKhamosh raha tum sy taqrar nahi kiaTum sy jo pyar kia to teh dil sy kiaALI ny to kabhi kuch bhi bekar nahi ...

Koi Tha Jis Ny

Koi tha jis ny mujhy apna banaya thaMeri dunia me aa kar har sapna dikhaya thaKya hoa jo aaj aankhon me nami haiRonaq bhi to in par woh hi laya tha Baqi pas mery ab kuch bhi na bacha haiDil tha kih woh bhi uss py lutaya thaKush fehmi mein mubtla kih wo aya to thaDekha kih hath us ny or ko thamaya thaBad naseebi kih meri woh phir sy kho gyaMil na paya ussy kih woh laut...

Meri Muhabbat

Aahat Aahat intezaar kr k dekhnakabhi kisi se pyar kr k dekhnaToot jate hain khoon k rishte bhiGhaltian do-char kr k dekhnaAgar zndagi ka falsafa smajhna hobarish me kachi dewar khari kr k dkhnaKaee janam beet jayen ge janakabhi meri mohabbatein shumar kr k dekhna....

14 Funny and Creative Sayings on T-shirt Designs

These T-shirt designs have no graphic; they just have purely funny but very creative words. You should be able to find your favourite saying in one of the following T-shirt designs. It’s cool to wear any of these T-shirts. ...

The Coolest Tree House

This tree house was built by Robert Harvey Oshatz in the forests of Portland, Oregon.It took almost seven years (designed in 1997, completed in 2004).Take a look. This house is great. ...

Space Photos of March

The photos, that were made by NASA in March. ...

Page 1 of 92812345Next
Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More